Google ki kuch anokhi websites-techgaurav.com

Google ki kuch anokhi websites:-

Dosto aaj main aapko google ki kuch anokhi sites ke baare me batane wala hu jiske baare me aap log nhii jante honge. Dosto ye sites google search engine ki trah hii hai par inn sites me kuch khash baat hai jo hum lok google ke official page pe nhii dekh paate hai.
Google ki kuch anokhi websites-techgaurav.com

Dosto google ke inn sites ke baare me jyadatar logo ko ptaa bhii nhi hai. Iska kaaran mughe toh nhii ptaa. Lekin agr aapko nhi ptaa hai toh main aapko inn sites ke baare me batata hu.


1.) Google space:-

Dosto jo google ki sabse pehle wali site hai uska naam Google Space hai. Dosto iss sites pe aapko simplly google ki help se visit karna hoga. Jab aap iss website pe visit kar jaoge toh aapko simplly kisi bhi jagah pe screen ke upper click kar dena hoga.
Google ki kuch anokhi websites-techgaurav.com
.Dosto jab aap log screen pe click kroge toh jo worlds hote hai google space pe wo tootkar bikharne lagayenge. Lekin aap agr kisi word pe click kroge toh wo word loading lena start kar lega aur aapke samne new window khol ke de dega.

2.) Google Pond:-

Dosto jo next site hai uska naam Google Pond ha. Dosto jaise ki iske naam se ptaa chal rhaa hai pond yaani talaw. Toh dosto ye site bhi as a talaw hi work karta hai. Dosto aapko iss site ko bhi simplly google me search karna hoga. Aur google pond ki site pe chl jana hoga.
Google ki kuch anokhi websites-techgaurav.com
Dosto jab aap iss site ko open kar loge toh wha par jo words honge wo pani me begana start kar dete hai. Aur iske word bhi pani me behna start kar denge. Toh aapko iss site pe bhi jarur visit karna hoga. Aur I hope ye site aapko achi lage. 

3.) Google galaxy:-

Dosto ye next aur last site hai google ki jispar aap visit karke maje kar sakte ho. Dosto ye site aapko simplly google me search karne pe mill jayegi. Open karne pe baad iss pe aapko as a galaxy ki feeling aayegi.
Google ki kuch anokhi websites-techgaurav.com

Dosto iss site ko kholne ke baad jo iska background hoga wo galaxy ki tarah hota hai. Top pe aapko google ka search bar mill jata hai. Dosto agr aap google kaa search box hota hai usme kuch search bhi karte ho toh wo search karke de deta hai jaisa ki uske official site me dekhne ko mill jata hai.


Toh dosto aapko ye sites kaisi lagi jrur comment box me batana. Aur iss blog post ko aap share bhi kar dena.



No comments:

Post a Comment