Computer new generation in 2019-Gauravmactechnical

Computer new generation in 2019

Dosto agr aapko nhii pta hoga "Computer new generation in 2019" 
Toh main aapko thode tips dene wala hu jisse aap apni knowledge ko bda sakte ho aur agr kisi ko computer lena hai toh aap usko suggestions bhi de sakte ho computer ke regarding.

Features of computer:-

Dosto agr aap bhii computer lene wale ho yaa apke padosh me koi lena chahata lekin usko nhii pta ki wo kon saa computer le aur usme kon kon se feature hone chAhiye toh aapko main batata hu.

1.)RAM

Dosto jaise aapke phone me ram hota hai waise hi computer me bhi ram hota hai aur  aapko btaa du ram kisi bhii computer ke liye important hota hai. Dosto aaj kal jo ram latest computer me aate h wo 4GB ka hota hai.

2.) Processor:-

Dosto kisi bhi computer ke liye uska jo processor hota wo bhi kaffi important role nibhata hai. Agr aapke computer ka ram thik hai toh aapka jo computer hota hai wo bhi kaffi acha chalta hai. Aur use karne pe smoothly chalta hai.

3.) Window software:-

Dosto kisi bhii computer ke liye  usme kon sa system software  hai ye bhi matter karta hai. Dosto system software jo hota hai naa wo whole computer ko operate karta hai. As a soul bhi aap log keh sakte ho computer ka.


Bakii chije bhi important hoti hai wo generation vise feature hota wo aapko computer lete waqt lag jata hai pta. Lekin dosto jo main aapko feature batae wo har computer me hota hi hai. Iss tarah se aap kisi bhii computer ko compare kar sakte ho.

Computer new generation in 2019:-

1.)Desktop computer:-

Dosto desktop computer jyada tar aap offices ,homes me dekhte honge. Dosto ye bahut acche computer hote hai use ke liye. Inn computer ko hum "Personal Computer" bhi kehte hai.
Dosto aur desktop computer apple ka hote toh kya kehne kyuki jo aaple ke computer hote hai wo hang nhii hote . Kyuki uska jo system software hota hai wo mac ka hota hai. Isliye wo kisi se connect nhii hota hai.

2.)Mini Computer:-

Dosto jo mini computer hote hai wo laptop se chote size me hote hai aur ye bhii kaffi useful hota hai. Lekin isme aap jyada data save nhi kR sakte agr wo kisi aur hoti jaisi ki china ki company wale laptop hote hai. .



No comments:

Post a Comment