How to grow Youtube channel |. तरीके Youtube channel को बढ़ाने के लिए-Tech gaurav.com

How to grow Youtube channel |. तरीके Youtube channel को बढ़ाने के लिए-Tech gaurav.com

Dosto aaj aapko main kuch tips dene wala hu jisse aap log apne youtube channel ko grow kar sakte ho. Dosto ye jo tips hai wo ek popular youtuber ke smart work ki case study se li gai hai. Toh aapko jo bhi trike bataunga wo trike present time me kai Youtuber try karke apne channel k grow kar rhe hai.
Youtube channel grow tips
" youtube tips,youtube tags,tags,youtube,youtube tags to get views,youtube tags tutorial,youtube seo tips,youtube seo,youtube tags tips,youtube video tags tips,tips,how to properly tag your youtube videos,youtube tips and tricks,youtube tags for views,youtube video tags,youtube tags generator,youtube tips for beginners,tags tips,youtube tips hindi,how to find youtube tags,how to tag youtube videos

1) Treat it like a bussiness:-


Dosto aap logo apne youtube channel ko as a bussiness pursue karna chahiye. Matlab aapko apne channel ko daily analyse karna hoga. Agr aapka youtube views kam aa rha hai aur aap aur product(Yaani video) nhi bana rhe ho apne company ke liye (Yaani Youtube channel) lose hoga. Toh aapko apne channel ko as a bussiness consider karke chalana hoga.


2) Determination:-

Dosto iska matlab ye hai ki aapko apne channel ko puri dedication ke saath kaam karna hoga. Aapko videos daalne me koi gap nhi karna hoga. Aapko daily basis pe kam se kam ek video ko jrur dalna hoga.

3) Understand Yourself

Dosto aapko apne upper dyaan dena hai ki aapke ander kyaa hai aapke ander kyaa unique thing hain usper dyaan dena hoga. Dosto aapko apne aap me wo cheej khojni ki aap kis cheej me expert hai. Aur unn hii chijo pe video banana start kar do.

4)Multiple plateform Presence:-

Dosto aapko apne youtube channel ko grow karane ke liye different social media plateform ki help leni chahiye. Dosto agr aap facebook instagram twitter pe apni video ko share karte ho toh wha ki audians aapke channel pe aayegi aur ye sab chije aapke channel ko grow karane me help karti hai.

No comments:

Post a Comment